Gadar Movie Top Dialogues – Sunny Deol

Gadar Movie Top Dialogues – Sunny Deol: Ghadar is a 2001 Hindi film. The film was directed by Anil Sharma. It starred Sunny Deol, Ameesha Patel, and Amrish Puri in the lead roles. The film was first shown in theaters on 15 June 2001. Sunny Deol was given the Filmfare Best Actor Award for his shy acting in this movie.

                                             Gadar Movie Top Dialogues – Sunny Deol

Gadar movie is being discussed here because nowadays the discussion about Ghadar 2 is going on in full swing. The shooting of Gadar movie is going on in Lucknow which is almost completed. But in this article, we are updating the top dialogues of Gadar movie so that once again people will remember Gadar movie.

Dialogues:

Ek kagaz par mohar nahi lagegi
To kya tara Pakistan nahi jayega
Mujhe mere bachhe ko uski maa se milane se
Koi taqat, koi sarhad nahi rok sakti.

Asharf ali, apka pakistan jindabad hai
Isse humein koi aiteraz nahi
Lekin humara hindustan jindabad hai
Jindabad tha aur jindbad rahega.

Baap bankar beti ko vida kar dijiyein
Esi mein sabki bhalai hai
Varna agar aaj ye jat bigad gaya to sekado ko le marega

Duniya janati hai ki batware ke waqt
Hum logo ne aap logo ko 65 karod rupee diye the
Tab jakar aapke chhat par tirpal aayi thi
Barsaat se bachane ki heshiyat nahi
Aur golibari ki baat kar rahe hai aap log.

Agar main apne biwi bachhe ke liye
Sar jhuka sakta hoon
To main sabke sar kat bhi sakta hoon

Is mulk se jyda muslman hindustan mein hai
Unke hoto aur dilo ki dhadkan
Hamesha yahi kehti hai
Hindustan jindabad..
To kya wo pakke muslman nahi hai

Adami ka sabse bada majhab hai
Apni biwi aur bachho ki hifajat karna

More Movies Dialogues:

Gadar Movie Top Dialogues – Sunny Deol:

https://youtu.be/ZaeyIvBYg4I

error: Content is protected !!