जज्बा जज्बा Jazba Jazba Lyrics – Dhoop chhaon # Kailash KheR

जज्बा जज्बा Jazba Jazba Lyrics – Dhoop chhaon # Kailash KheR: This motivational song is sung by Kailash Kher and composed by Amitabh Ranjan while the lyrics are written by Amitabh Ranjan. The song Jazba Jazba has been picturized on Rahul Dev, Abhishekh Duhan , Aham Sharma & Simrithi Bhatija.

Jazba Jazba
              जज्बा जज्बा Jazba Jazba Lyrics – Dhoop chhaon # Kailash KheR

Song Credits:

  • Song – Jazba Jazba
  • Singer – Kailash Kher
  • Composer – Amitabh Ranjan
  • Lyricist – Amitabh Ranjan
  • Label: Zee Music

जज्बा जज्बा Jazba Jazba Lyrics:

जज़्बा, जज़्बा, जज़्बा, जज़्बा
जज़्बा, जज़्बा, जज़्बा, जज़्बा
होसलो का परिंदा भर रहा उड़ान
करने चला मुठी में ये आसमान
हो.. फ़ितरत फ़तेह और दिल में भरे तूफ़ान
मुश्किल क्या जो भी लिया सीदत्त से ठान
हर मंजिल हो आगोश में नाकामी रहे ठोकर तले
दिल में जनून की आग लिए
दिल में जनून की आग लिए
रफ़्तार से हर एक कदम चले
जज़्बा, जज़्बा, जज़्बा, जज़्बा
जज़्बा, जज़्बा, जज़्बा, जज़्बा

जरा जरा सलामी दे बस सोहरत का मंजर हो
ऐसी प्यास जिसके आगे
छोटा हर संदर हो
मुश्किल चाहे जैसे हो डर को डराए जो
पीछे ना हटे कदम है आगे बढ़े वो
ना जाने कब है सुबह हुई
ना जाने कब है सुबह हुई
ना जाने कब ये शाम ढाले
जज़्बा, जज़्बा, जज़्बा, जज़्बा
जज़्बा, जज़्बा, जज़्बा, जज़्बा

खुद में इक वो आंधी है
और शैलाब है सीने में
मीट गई है जिसकी ख्वाहिश क्या रखा है जीने में
नैनो में वो तस्वीर दिल में कहानी है
ख़्वाब तले जीने को अब ये जवानी है
यू रखे वक्त को मुठी में
यू रखे वक्त को मुठी में
ना मर्जी बिन है वक़्त तले
जज़्बा, जज़्बा, जज़्बा, जज़्बा
जज़्बा, जज़्बा, जज़्बा, जज़्बा

Written by Amitabh Ranjan

Read More:

Jazba Jazba Lyrics:

Jazba, jazba, Jazba, jazba
Jazba, jazba, Jazba, jazba
Hosalo ka prinda bhar raha udaan
Karne chala muthi mein ye aasmaan
Ho.. phitrat fateh aur dil mein bharke toofan
hasil kya jo bhi liya siddat se thaan
har manjil ho aagosh mein nakami rahe thokar tale
Dil mein janoon ki aag liye
Dil mein janoon ki aag liye
Raftar se har ek kadam chale
Jazba, jazba, Jazba, jazba
Jazba, jazba, Jazba, jazba

Jara jara salami de bas sohrat ka manjar ho
Aisi pyaas jiske aage
Chhota har samdar ho
Muskil chaahe jaise ho dar ko daryein jo
Peeche naa hate kadam hai aage badhayein wo
Naa jaane kab hai subah hui
Naa jaane kab hai subah hui
Naa jane kab ye shaam dhale
Jazba, jazba, Jazba, jazba
Jazba, jazba, Jazba, jazba

Khud mein ik wo aandhi hai
Aur shailaab hai seene mein
Meet gayi hai jiski khwahish kya rakha hai jeene mein
Naino mein wo tasveer dil mein kahani hai
Khawab tale jeene ko ab ye jawaani hai
Yu rakhe waqt ko muthi mein
Yu rakhe waqt ko muthi mein
Naa marzi bin hai waqt tale
Jazba, jazba, Jazba, jazba
Jazba, jazba, Jazba, jazba

Written by Amitabh Ranjan

If you find any kind of mistake in the lyrics then you can mail us for that. It will be rectified by our team in next 24 hours. Thank you all for visiting our blog.

error: Content is protected !!
Scroll to Top