मेरे ठुमके का Mere Thumke ka Lyrics – Shreya Ghoshal # Kartoot

मेरे ठुमके का Mere Thumke ka Lyrics – Shreya Ghoshal # Kartoot: This item song is sung by Shreya Ghoshal and composed by Anisadh while the lyrics are written by Kameshvar Shukla. The item song of Mere Thumke has been performed at a beautiful bar in Mumbai. Madalsa Sharma, Sahil Kohli, Himani Shivpuri and Akshada Patel are shown in the lead roles. The item song of Mere Thumke has been released on T-Series’ YouTube official channel.

Song Credits:

  • Song – Mere Thumake Ka
  • Music – Anisadh
  • Lyrics – Kameshvar Shukla
  • Singer – Shreya Ghoshal
  • Music Label- T Series

मेरे ठुमके का Mere Thumke ka Hindi Lyrics:

ये दर सखी है यहाँ कुछ भी हराम नहीं
यहाँ शराब और शबाब इक साथ मिल जाते हैं
बड़ा ही इश्क मिजाज है आज का मौसम
यहाँ ईमान भी फिसल जाते हैं

मेरे ठुमके का..!! हा ..!!
मेरे ठुमके का ऐसा असर दोस्तो
जिसने देखा भूल जाता अपना घर दोस्त
जिसने देखा भूल जाता अपना घर दोस्त
मेरे ठुमके का ऐसा असर दोस्तो

मच गई सबके दिल में अजब खल-बली
मेरी आंखों की मैं सबको ऐसी चढी
हां मच गई सबके दिल में अजब खल-बली
मेरी आंखों की मैं सबको ऐसी चढी
नूर बिकरा मेरा 400 इसकदर
हो गई है दीवानी ये सबकी नज़र
हो गई है दीवानी ये सबकी नज़र
हर कोई है यहाँ बेखबर दोस्तो
जिसने देखा भूल जाता अपना घर दोस्त
जिसने देखा भूल जाता अपना घर दोस्त
मेरे ठुमके का ऐसा असर दोस्तो
जिसने देखा भूल जाता अपना घर दोस्त
मेरे ठुमके का ऐसा असर दोस्तो

आप जो साथ लेके गुरुर आए थे
कुछ ना कुछ सोच कर तो जरूर आए थे-x2
क्या हुआ खुदा ही एहसास हो जाएगा
जो गुमा सर पे है उतर जाएगा
जो गुमा सर पे है उतर जाएगा
इक नज़र खुद ही खुद को अगर देख लो
जिसने देखा भूल जाता अपना घर दोस्त
जिसने देखा भूल जाता अपना घर दोस्त
मेरे ठुमके का ऐसा असर दोस्तो
जिसने देखा भूल जाता अपना घर दोस्त
जिसने देखा भूल जाता अपना घर दोस्त
मेरे ठुमके का ऐसा असर दोस्तो

Written – Kameshvar Shukla

Read More:

Mere Thumke ka Lyrics:

Ye dar sakhi hai yaha kuch bhi haram nahi
Yaha sharab aur shabab ik sath mil jaate hai
Bada hi ishq mizaz hai aaj ka mausam
Yaha imaan bhi fisal jaate hai

Mere thumke ka.. ha..
Mere thumke ka aisa asar doston
Jisne dekha bhool jaata apna ghar doston
Jisne dekha bhool jaata apna ghar doston
Mere thumke ka aisa asar doston

Mach gayi sabke dil mein ajab khal-bali
Meri aankhon ki main sabko aisi chadhi
Haan Mach gayi sabke dil mein ajab khal-bali
Meri aankhon ki main sabko aisi chadhi
Noor bikhara mera 400 iskadar
Ho gayi hai deewani ye sabki nazar
Ho gayi hai deewani ye sabki nazar
Har koi hai yaha bekhabar doston
Jisne dekha bhool jaata apna ghar doston
Jisne dekha bhool jaata apna ghar doston
Mere thumke ka aisa asar doston
Jisne dekha bhool jaata apna ghar doston
Mere thumke ka aisa asar doston

Aap jo sath leke gurur aaye the
Kuch naa kuch soch kar to jarur aaye the-x2
Kya hua khud hi ahsaas ho jayega
Jo guma sar pe hai utar jayega
Jo guma sar pe hai utar jayega
Ik nazar khud hi khud ko agar dekh lo
Jisne dekha bhool jaata apna ghar doston
Jisne dekha bhool jaata apna ghar doston
Mere thumke ka aisa asar doston
Jisne dekha bhool jaata apna ghar doston
Jisne dekha bhool jaata apna ghar doston
Mere thumke ka aisa asar doston

Written – Kameshvar Shukla

Read More:

error: Content is protected !!
Scroll to Top