Bheed Movie Dialogues – Rajkumar Rao

Bheed Movie Dialogues – Rajkumar Rao: Bheed is an upcoming Action & Drama movie which is directed by Anubhav Sinha & produced by Anubhav Sinha. The film stars Rajkummar Rao, Bhumi Pednekar, Pankaj Kapoor, Ashutosh Rana & Anubhav Sinha in lead roles. Best Dialogues of Bheed movie are being shared by our team so that you can impress your friends.

Bheed Movie Brief Information:

  • Directed By: Anubhav Sinha
  • Produced By: Anubhav Sinha
  • Music By: N\A
  • Starring: Rajkummar Rao, Bhumi Pednekar, Pankaj Kapoor, Ashutosh Rana & Anubhav Sinha
  • Release Date: 24 March 2023

Bheed Movie Dialogues – Rajkumar Rao:

Aaj raat 12 baje se
Pure desh mein
Sampurn lockdown hone jaa raha hai

Nyaya hamesha
Takatwar ke hath mein hota hai sharma ji
Agar kamjor ke hath mein nyaya de diya jayein naa
Toh nyaya alag hoga

Border ban gaye hai
Apne hi desh ke andar

Mujhe ye india ke partition ki tarah dikh raha hai
Ek achanak in logo ko pata chala ki
Inke ghar waha hai hi nahi
Jahan yeh ab tak rahte aaye hai

Yaha humare aukaat ka
Boundary line set kar diya gaya hai
Zameen par ek bistar daal diya gaya hai
Jis par humare maa babu ji
Apna apna corona leke letenge
Bach gaye toh humare
Nahi bache toh plastic mein lapetke
Phook diye jayenge

Yaha check post se leke peeche tak
Bahut saare singh aur bahut sukla trivedi hai
Par sabka kanoon same hai
Ya itna salo bad bhi
Apko ye baat samjh nahi aaya

Marta kyun hai
Khana mang rahe bas ye log

Hatya ka adhikar nahi diya kisi ne

Samaj tab badla hua maniyega
Jab hum apko btayenge badal gayein
Tab tak aap bhi badliyein
Hum bhi badalte hain

Hum shehar gaye
Kyoki yaha koi intezam nahi tha
Shehar se wapas aaye
Kyoki wahan koi intezam nahi tha

Gareeb adami ke liye
Kabhi intezam hi nahi hua
Hum koi na koi rasta nikal lenge
Wada karte hai apse (Rajkumar rao)
Hume bharosha nahi hai (Reply Pankaj Kapur )
Karna padega trivedi babu (Reply raj kumar rao)

Hero banna hai sale tumko
Hero banna hai sale (Ashutosh rana)
Banna hai naa sir (reply Rajkumar)
Humko bhi hero banna hai
Hum kab tak hero ko gadi saaf karenge
Uska jutta uthayenge

Read More:

error: Content is protected !!