Drishyam 2 Movie Dialogues – Ajay Devgan

Drishyam 2 Movie Dialogues – Ajay Devgan: Drishyam 2 is an bollywood thriller movie which is directed by Abhishek Pathak and Produced by Bhushan Kumar & Krishan Kumar. Ajay Devgn, Akshaye Khanna, Tabu, Shriya Saran, Ishita Dutta, Mrunal Jadhav, Rajat Kapoor are play a main lead roles. Drishyam 2 is an remake movie of south Indian movie.

Drishyam 2
                                    Drishyam 2 Movie Dialogues – Ajay Devgan

Recently the team of Drishyam 2 movie has released its spectacular trailer which features Ajay Devgan and Akshaye Khanna in the lead roles. In this article, our team is sharing the best dialogues spoken in the trailer of Drishyam 2 movie. Which you can easily read all the dialogues.Thank you all for visiting our site.

Drishyam 2 Movie Dialogues:

Sach ped ke beej ki tarah hota hai
Jitna chahe dafna lo
Ek din bahar aa hi jata hai

7 saalo mein
Aaj bhi meri family ko preshan kiya jaa raha hai

Vijay ke case wapis garam ho gaya
Police solid action mein

Are har saal yahi sunte aaye hai
Police yaha khod rahi hai
Waha khod rahi hai
Lekin milta kya hai kuch nahi

Case padhne se pahle mein
Insaan ko padhta hoon
Vijay Salgaonkar is a smart man

Bekar ki tension
Hume problem mein daal sakti hai
Kuch bhi ho darna nahi

Apka garden kafi interesting hai
Dekh ke kuch yaad aa gaya

Mujhe to laga tha
Police ne ye case band kar diya hai
Magar wo to abhi tak chhan-bin kar rahe hai

Jab tak hum zinda hai
Ye chhan-bin chalti rahegi

Lal bahadur aur Gandhi ji ke beech
Ek baat comman hai
In dono ka janamdin 2 October ko padta hai
Ek aur cheez bhi hui thi 2 October ko guess karoge

Avoidance hai
Wo bach gaya kyoki maine ek chothi fail ko
Underestimate karne ki galti kit hi
Wo fasega kyoki unse
Ek maa ko underestimate karne hi galti ki hai

Wo bahut chalak hai
Use sochne ka time bilkul mat dena

Dusham ko harane ka mauka
Aksar dusham apko khud deta hai

Aaj tak dil aur dimag ke beech
Maine hamesha apne dimag ki suni hai
Aaj bhi wahi karunga

error: Content is protected !!