Gauri Kamini Ke Sanware Lyrics – Haryanvi Movie KaramveeR
Song Details:
Singer: Rakesh Kala, Anjali Jain, KAmlesh Mishra
Lyrics: Dev Sharma Budhana
Music: Tony Sharma
Label: Sonotek Cassettes
Gauri Kamini Ke Sanware Lyrics:
Gauri gauri kamini ke sanware saawariya
Gauri gauri kamini ke sanware saawariya
Sanware saawariya ki hui mein bawariya-x2
Gauri gauri kamini ke sanware saawariya
Gauri gauri kamini ke sanware saawariya
Phool rang birange toh bhawaro ke jam hai
Ho phool rang birange toh bhawaro ke jam hai
Radha hai sundar kitni
Kanhaiya to shyam hai
Hume to suno ji apne sanware te kam hai
Hume to suno ji apne sanware te kam hai
Sanware ko lagti na
Sanware ko lagti na
Kisi ki na nazariyan
Gauri gauri kamini ke sanware saawariya
Gauri gauri kamini ke sanware saawariya
Gulabi se naino mein kajal ki dore hai
Ho gulabi se naino mein kajal ki dore hai
Andhre hai aage peeche sunhere bhore hai
Tu hi to piya ji ek mera chitchore hai
Tu hi to piya ji ek mera chitchore hai
Bhar li hai maine teri
Bhar li hai maine teri
Pyar ki gagariyan
Gauri gauri kamini ke sanware saawariya
Gauri gauri kamini ke sanware saawariya
Koyale mein to dekho chupi hui aag hai
Ho koyale mein to dekho chupi hui aag hai
Bejan taaro mein bhi base hui raag hai
Main to khuda se piya tu mera suhag hai
Main to khuda se piya tu mera suhag hai
Kar di hai nam tere
Kar di hai nam tere
Apni umariyan
Gauri gauri kamini ke sanware saawariya
Gauri gauri kamini ke sanware saawariya
Sanware saawariya ki hui mein bawariya
Gauri gauri kamini ke sanware saawariya
Gauri gauri kamini ke sanware saawariya