Song Details:
Singer(s): Rakesh, Kavita Dey
Music: Rakesh Sharma
Lyrics: Uttar Kumar
Label: Sonotek Cassettes
Kuch banke dikha-x2
Mila hai adam jeewan
Kuch naam kamake dikha
Mila hai adam jeewan
Kuch naam kamake dikhaKuch kyun karu mein
Kuch kyun banu mein-x2
Mujhe jaane saara gaam
Kyun naam ke peeche padu mein
Mujhe jaane saara gaam
Kyun naam ke peeche padu mein
Mila hai adam jeewan
Kuch naam kamake dikha
Kaan kholke dhyan se, sun deti hoon gayan
Akad mein rehna chhod de
Kuch to karle kaam-x2
Na main kam karunga, aur na main naam karunga
Are main to hoon man-mauji
Bas mauj hi mauj karunga
Pagla hai tu, na samjha hai tu
Sayani hai tu ghani bane hai kyun
Haan aankh kholke budhi se
Jara parda to hata
Kyun karunga main asa, manne itna to bata
Maa bapu ka kehna maan unki sewa karle
Denge aashirwad wo tu phoole-phale-x2
Itne sare kaam, main chutaki mein karta hoon
Are maa to khush hai meri
Thoda baapu se darta hoon
Ye akal hai teri itni moti kyun
Muh johari kyun, are kare hai kyun
Kuch kamer karke dikha
Ghani baatein na bana
Kuch kamer karke dikha
Ghani baatein na bana
Mila hai adam jeewan
Kuch naam kamake dikha
Mila hai adam jeewan
Kuch naam kamake dikha
Kuch kyun karu mein
Kuch kyun banu mein
Kuch kyun karu mein
Kuch kyun banu mein
Mujhe jaane saara gaam
Kyun naam ke peeche padu mein