इस दीवाने लड़के को Is Deewane Lakde Ko Lyrics – Sarfarosh

इस दीवाने लड़के को Is Deewane Lakde Ko Koi Lyrics Sarfarosh (1999): Starring Aamir Khan, Sonali Bendre. “Is Deewane Lakde Ko” song is sung by Roop Kumar Rathod, Sonu Nigam and composed by Jatin-Lalit while the lyrics are written by Sameer and presenting by Tips Music.

Song Details:

is-deewane-lakde-ko-lyrics-sarfarosh:

Is deewane ladke ko, koi samjhaye
Pyaar mohabbat se naa jaane, kyun ye ghabraye-x2
Dard-e-dil, jaane na, paas mein jitna aaun
Utni door yeh jaaye, jaaye, haan jaaye
Is deewane ladke ko, koi samjhaye
Pyaar mohabbat se naa jaane, kyun yeh ghabraye

Rang na dekhein, roop na dekhein,
Yeh jawaani ki, dhoop na dekhe
Arz hai, kuch majnu banein, kuch raanjha bane
Kuch romeo, kuch farhad hue
Is rang roop ki chaahat mein
Jaane kitne barbaad hue, wo dekho

Ishq mein iske, baanwri hoon mein
Yeh bhala hai to, kya buri hoon mein
Ye ladka, hai phir bhi, jaane kyun sharmaaye
Jaane kyun sharmaaye, haye sharmaaye
Is deewane ladke ko, koi samjhaye
Pyaar mohabbat se na jaane, kyun ye ghabrayein

Jaanti hoon mein, ye tadapta hai
Pyaar mein iska, dil dhadakta hai

Jise dekhon dil ki dhuni ramata hai
Are ye mandir nahi hai, shiwala nahi hai
Haseenon se kehdo kahi aur jayein
Mera dil hai dil, dharamshala nahi hai

Yeh akele mein, aah bharta hai
Phir bhi kehne se, yeh kyun darta hai
Sach kuchh bhi, bole na, jhoothi baat banaaye
Jhoothi baat banaaye, haan banaaye
Is deewane ladke ko, koi samjhaye
Pyaar mohabbat se na jaane, kyun ye ghabrayein
Dard-e-dil, jaane na, paas mein jitna aaun
Utni door ye jaaye, jaaye, haan jaaye
Is deewane ladke ko, koi samjhaye
Pyaar mohabbat se na jaane, kyun yeh ghabrayein

Phool khiltein hai, bahaaron ka sama hota hai
Aise mosam mein hi to, pyaar jawaa hota hai
Dil ki baaton ko, hothon se nahi kehtein
Yeh fasaana to, nigaahon se bayaan hota hai.

Is Deewane Lakde Ko Koi HIndi Lyrics:

इस दीवाने लड़कों को, कोई समझाए
प्यार मोहब्बत से ना जाने क्यों ये घबराये -x2
दर्द-ए-दिल, जाने ना, पास में जितना आऊं
उतनी दूर ये जाए, जाए, हां जाए
इस दीवाने लड़कों को, कोई समझाए
प्यार मोहब्बत से ना जाने क्यों ये घबराये

रंग ना देखें, रूप ना देखें,
ये जवानी की, धूप न देखे
अरज़ है, कुछ मजनू बने, कुछ रांझा बने
कुछ रोमियो, कुछ फरहाद हुए
इस रंग रूप की चाहत में
जाने कितने बरबाद हुए, वो देखो

इश्क में इसके, बावरी हूं मैं
ये भला है तो, क्या बुरी हूं मैं
ये लडका है फिर भी, जाने क्यों शर्मायें
जाने क्यूं शर्माये, हाय शर्माये
इस दीवाने लड़कों को, कोई समझाए
प्यार मोहब्बत से ना जाने क्यों ये घबराये

जानती हूं में, ये तड़पता है
प्यार में इस्का, दिल धड़कता है

जिसे देखो दिल की धुनी रमाता है
अरे ये मंदिर नहीं है, शिवाला नहीं है
हसीनों से कह दो कही और जाए
मेरा दिल है दिल, धर्मशाला नहीं है

ये अकेले में, आह भरता है
फिर भी कहने से, ये क्यों डरता है
सच कुछ भी बोले ना, झूठी बात बनायें
झूठी बात बनायें, हां बनायें
इस दीवाने लड़कों को, कोई समझाए
प्यार मोहब्बत से ना जाने क्यों ये घबराये
दर्द-ए-दिल, जाने ना, पास में जितना आऊं
उतनी दूर ये जाए, जाए, हां जाए
इस दीवाने लड़कों को, कोई समझाए
प्यार मोहब्बत से ना जाने क्यों ये घबराये

फूल खिलते हैं, बहारों का समां होता है
ऐसे मौसम में ही तो, प्यार जवा होता है
दिल की बातों को, होटो से नहीं कहते हैं
ये फ़साना तो, निगाहों से बयान होता है

error: Content is protected !!