Hindutva Chapter 1 Dialogues – Ashish Sharma

Hindutva Chapter 1 Dialogues – Aashish Sharrma: Hindutva Chapter One- Main Hindu Hoon is an bollywood movie which directed by Karan Razdan and produced by Karan Razdan M/S Jaikara films & Sachin Choudhary M/S Pragunbharat. Starring Ashish Sharma, Sonarika Bhadoria , Ankit Raj. Hindutva Chapter 1 will be released on 7th October 2022 at on the Indian box office.

But in this article, our team is sharing the beautiful dialogues spoken in the trailer of Hindutva Chapter One- Main Hindu Hoon. This article has nothing to do with any kind of violence. This article is written for entertainment only.

Hindutva Chapter 1 Dialogues – Aashish Sharrma:

Bhale rao ji kahe rahe the
Hindutva khatar mein hai

Agar hum is desh se nikale gaye
To kya koi dusra desh hai
Jaha hum jaake rahe sakenge

Main janta hoon
Tum logo ke shaitani dimag mein kya chal raha hai
Tum yaha ek hindu rashta banana chahte ho
Jaha sirf hindu rahe sake
Aur koi nahi

Jab ek muslman fakar se
Khud ko muslman bol skta hai
To phir ek hindu
Khud ko hindu bolta hai garv se
Tab sale tum sabke badan mein aag kyun lag jati hai
Ye secularism ka jhanda leke khada ho jate ho

Tum dono doston ne
Ek dusre ke gharo mein eid aur Diwali
Ek sath manayi hai
Jab se tum dono college gaye ho
Ek dusare se milte hi nahi

Hindutva humari pehchan hai
Aur hindutva khatare mein hai

Kya hindutva kaisa hindutva

Ye tere bachpan dost nahi
Bachpan ka dushman hai

Har yug mein dharm aur adharm ke beech
Ladai hui hai
Tumhare jeewan mein to mahabharat honi hi thi

Article 370 ko
Indian constitution se hataya jaa raha hai
Jao aur us maulk ko aag laga do

Aisa kya dekh liya tumne Kashmir
Jo shauk lag gaya tumko

Jin logo se tum gale mil rahe the
They were dangerous peoples Sameer
Wo terrorisation ko badhava dete hai
Humari com partadit hai
Yeh kahe kahe kar tum aur tumhare jaise
Kitne ladke hum jaisi hindu ladkiyon ko bhatkate hai

Ho jaane do tookade is desh ke
Beh jaane do khoon
Ith se pathar baja dunga
Lekin apni com ka sammaan wapis lake rahunga

Suna to maine bhi yahi hai
Ki tum log saari duniya mein
Islam failana chahte ho
Koi aur dharm rahne nahi doge

Jo bhi is desh ke tookade karna chahega
Hum unke tookade kar denge

Hindutva jab jagega na
Uski aandhi mein tumhare saare kale
Mansubon ke parkhache udd jayenge

Hindu ab wo hindu nahi raha
Jo hua karta tha
Pandit ka beta hoon lekin lathi chalana janta hoon
Jai shri ram.

Read More:

error: Content is protected !!
Scroll to Top