Nazarandaaz Movie Dialogues – Kumud Mishra

Nazarandaaz Movie Dialogues – Kumud Mishra: Nazarandaaz is an Bollywood dramatic movie which is directed by Vikrant Deshmukh and produced by Laxman Utekar and Karishma Sharma. Kumud Mishra, Abhishek Banerjee, Divya Dutta are appeared in main lead roles. In this movie what blind people miss in their life is explained with very good concept in which the main character is played by Mukun Mishra. Who is playing the role of a lonely blind person.

Today the trailer of Nazar Andaz movie has been released in which some dialogues have been spoken through which the plight of a blind person is expressed. So our team is sharing all those dialogues through this article so that all of you can also understand the agony of a blind person.

Nazarandaaz Movie Dialogues – Kumud Mishra:

Road cross karva denge
Andha hoon bhai sahab

Madad ke intezar ki aadat nahi dalni chahiyein
Varna sadak ke us tarf hi khade lakhav ge

Unko thoda dikhta hoga nahi

Chori thoda hi karoge
Wo to tum ne chhod di hai na

Sudhir bhai ka chamcha banke
Jo tu umeed kar raha hai na
Nahi milega
Is ghar ka kona kona mhara se

Namaste vakeel sahab
Meri vashiyat ke kagjaat please
Jaldi se banva dijiyein
Vase do naam meri jehan mein hai

Apn dono mein apka favorite kon hai

Apko apni dono aankhon mein se
Ksi ek ko chunna ho left ya right
To kisko karoge

Main apne bachpan mein lautna chahta hoon
Hawa ko cheerte huyin
Bekhof daudna chahta hoon

Main flight aur train mein band hoke
Nahi jaa skta
Main aram se khul mein baithake
Duniya dekhte huyein jana chahta hoon

Licence ke bager state boarder cross kar raha hai
To kitne din ki jail lagegi maloom hai
Six month kya karne se kya lgta hai
Apun ko sab malum hai

Maine maa se puchha tha
Duniya kaisi lagti hai
Usne kaha tha kanche ki tarah chhoti aur gol

Ek dusre ka sath dena
Aur ek dusre ke sath zindagi bitana
Dono mein fark hota hai

Fark pata chala ghani achi kismat se mhari
Is duniya ko dekh sakoon ache se

Maine to jab bhi dekha gandi nazar se dekha
Mere ko to aankhein milni hi nahi chahiyein

Read More:

error: Content is protected !!
Scroll to Top