Jaggu Ki Lalten Movie Dialogues – Raghubir Yadav

Jaggu Ki Lalten Movie Dialogues – Raghubir Yadav: Jaggu Ki Lalten is an bollywood drama movie which is directed by Vipin Kapoor and produced by Preeti Gupta. Raghubir Yadav, Neeraj Gupta, Akriti Bharti, Saleem Zaidi, Rocky, Namrita Malla, Biren Dang ,Rambir aryan & Himshikha, Sachin Sharma are play a main lead roles. Jaggu Ki Lalten (Balma chhod Dungi Re & Tere Paas Agar Bhai Paisa Hai Songs) movie music composed by Manish Sahriya while the lyrics are written by Mayank Gera & presented by T-Series.

But recently the trailer of Jaggu ki Laltern movie has been launched in which Raghubir Singh Yadav has been given playing the lead character. Through this article, our team is sharing the best dialogues of Jaggu Ki Laltern Movie. If any mistake is found from our side then you can mail us. So that that mistake can be rectified by our team.

Jaggu Ki Lalten Movie Dialogues:

Agar tumhari khatara lalten ko
Wo 25 hazar deke kharid raha hai
To bech kyun nahin dete
Humari saari garibi mit jayegi

Kyo bech doon mein
Khatara nahi hai lalten
Lalten pata nahi kya hai mere liye

Dhunde mein hoshla rakhna pade hai
Samane wale ki jarurt ko samjh kar hi
Sauda bithana padta hai
Nahin to jald baji mein munafa ghat javega

O bhaya jara do cap chaiy aur ek plate
Mix pakoda de diyon
Cheeni kaisi rahegi
Jab paise pure de raha hoon
To cheeni bhi puri rakhiyon

Ye lalten to bahut purana lag raha hai
Ek angrez tha sahab
Usne pad dada ko Enaam mein di thi
Pad dada se dada ke paas
Dada ke paas se pitaji ke paas
Aur pitaji ke paas se humare paas aayi
Agar jarurt nahi padti hai to bech de ise
Humare dada pad dada ki nishani hai
Purani hi sahi yaadein judi hui hai iske saath

Tu manne badhiya adami lag raha hai
Isliye meri baat ne dhyan se sun
Main tanne is lalten ke 25 hazar rupee dunga
25 hazar is lalten ke
Ek hi bar mein teri saari pareshaniyan door ho jayengi

Pure 3 lakh rupee dunga
Tujhe teri us lalten ke
Itne mein to teri saari pareshaniyan door ho jayengi

7 lakh soch le
teri marzi hai

Read More:

Jaggu Ki Lalten Songs Lyrics:

Read More:

error: Content is protected !!