Adipurush Movie Dialogues – Prabhas

Adipurush Movie Dialogues – Prabhas: Adipurush is an Bollywood movie which is based on Hindu Literature “Ramayan”. Adipurush is directed by Om Raut & produced by produced by T-Series Films. Prabhas, Kriti Sanon, Saif Ali Khan & Sunny Singh are play a main lead roles. This movie will be released at theater on 16 June 2023.

Adipurush
                                     Adipurush Movie Dialogues – Prabhas

But through this article our team is sharing the best dialogues of Adipurush movie. Which has been spoken in a recently released teaser. Which has been spoken in a very powerful way. As mentioned above, this movie is based on Ramayana, in which Prabhas is shown as Lord Ram, Saif Ali Khan as Lanka King Ravana and Kriti Sanon as Mata Sita. Saif looks amazing in the role of Ravana.

Adipurush Movie Dialogues:

Dhas jaye ye dharti
Ya chatak jaye aakash
Nyay ke hathon hokar rahega
Anyay ka sarvanash

Aa raha hoon main
Aa raha hoon nyay ke do pairo se
Anyay ke 10 sar ko kuchalne

Aa raha hoon adharm ka vidhvans karne

Ye kahani hai
Meri prabhu shree raam ki
Unki jo manav se bhagwan ban gayein
Jinka jeewan tha
Mariyada ka utsav
Aur naam tha raghav

Jinke dharm ne tod diya
Adharm ka ahankar
Gatha us raghunandan ki

Yug yugantar se jeevit aur jagrit
Ye kahani hai ramayan ki

Aap ayodhya ke yuvraj hai
Ek sanket karenge
Toh saari sena apke sath ladegi

Ye maryada ke virudh hai
To kya maryada apko
Bhabhi maa ke prano se bhi adhik priy hai

Janki mein mere pran bastein hai
Aur maryada mujhe
Apne prano se bhi adhik priy hai

Jangli budhiya ke pairo ke paas baithna
Tumhe saubha nahi deta
Hum janam se nahi karm se chhote bade hote hai

Apni Shakti pehchani bajrang
Jo tum kar sakte ho aur koi nahi kar sakta

Raghav ne mujhe pane ke liye
Shiv dhanush toda tha
Ab unhe ravan ka ghamand todna hoga

Aaj mere liye mat ladna
Us din ke liye ladna
Jab itihas mein tumhara naam padh kar
Samaan se sar jhuk jayenge

Ladoge to aage badho
Aur gad to ahankar ki chhati mein
Vijay ka bhaguva dhwaj

Brahmand mein job hi paane layak hai
Tu paa chuka hai
Phir bhi tu rakshasa hi hai
Laxmi ko paa le Narayan ho jayega

Read More:

error: Content is protected !!
Scroll to Top